Monday, January 17, 2011

"Tu Kahan Ye Bata is Nasheeli Raat Mein " | Movie : Tere Ghar Ke Samne



Movie : Tere Ghar Ke Samne
Singer : Mohammad Rafi
Music : S.D.Burman
Release Year : 1963
Complete Movie Info

tu kahan
tu kahan ye bata
is nasheeli raat mein
maane na mera dil deewaana
haaye re maane na
mera dil deewaana
ho..ho..

tu kahan ye bata
is nasheeli raat mein
maane na mera dil deewaana

haaye re haaye
maane na mera dil deewaana
haaye bada natkhat hai sama
bada natkhat hai sama
har nazaara hai jawaan

chhaa gaya chaaron taraf
meri aahon ka dhuaan
dil mera meri jaan na jala
tu kahaan
tu kahan ye bata

is nasheeli raat mein
maane na mera dil deewaana
haaye re maane na
mera dil deewaana

ho aayi jab thandi hawa
aayi jab thandi hawa
maine poocha jo pata
wo bhi katra ke gayi
aur bechain kiya

pyar se tu mujhe de sada
tu kahaan
tu kahaan ye bata

is nasheeli raat mein
maane na mera dil deewaana
haaye re maane na
mera dil deewaana

haaye..
chaand taaron ne suna
chaand taaron ne suna
in bahaaron ne suna
dard ka raag mera
rehguzaron mein suna

tu bhi sun jaane man
aa bhi ja
tu kahaan
tu kahaan ye bata

is nasheeli raat mein
maane na mera dil deewaana
haaye re maane na
mera dil deewaana

ho..
pyaar ka dekho asar
pyaar ka dekho asar
aaye tum thaame jigar
mil gayi aaj mujhe
meri manchaahi dagar

kyun chhupa
ik jhalak phir dikha
tu kahaan
tu kahaan ye bata

is nasheeli raat mein
maane na mera dil deewaana
haaye re maane na
mera dil deewaana

No comments:

Post a Comment