Monday, January 10, 2011

"Jiya Le Gayo Ji Mora Sawariya" | Movie : Anpadh



Movie : Anpadh
Singer : Lata Mangeshkar
Music : Madan Mohan
Release Year : 1962
Complete Movie Info Complete Movie Info

Lyrics :

jiya le gayo ji mora sanwariya
lagi mann me lagan huyi bawariya

pa ni ni ni re re re ma ma ma dha pa ma pa re....
ni re re re ma ma ma dha dha dha sa ni dha ni pa.....

o papihe, o papihe
tune papihe nahee dekhe more sainya
dekhe toh le lega unki balaiyan
ja re diwane, mar naa tane, piya kee sun jake bansuriya

samne aaye toh mai ankho me chupa lu
thamke bainya unhen dil me bitha lu
sham savere, sath ho mere, gori ke sang jaise gagariya

aaj kisi ne mujhe apna banaya
sath rahungi jaise piya kee mai chhaya
thandi hawao tum bhi toh gao, prit kee dekho baje jhanjhariya

"Woh Dekho Jala Ghar Kisi Ka" | Movie : Anpadh



Movie : Anpadh
Singer : Lata Mangeshkar
Music : Madan Mohan
Release Year : 1962
Complete Movie Info

Lyrics :

woh dekho jalaa ghar kisi kaa ye tute hain kisake sitaare
woh qismat hansi aur aise hansi ke rone lage Gam ke maare
woh dekho jalaa ...

gayaa jaise jhonkaa hawa kaa hamaari Kushi kaa zamaanaa
di e hamako kismat ne aansuu jab aayaa hamen muskaraanaa
binaa hamasafar hai suuni dagar kidhar jaaen ham besahaare
woh dekho jalaa ...

hain raahen kathin duur manzil ye chhaayaa hai kaisaa andheraa
ki ab chaand suuraj bhi milakar nahiin kar sakega saveraa
ghataa chhaaegi bahaar aaegii naa aaenge woh din hamaare
woh dekho jalaa ...

idhar ro rahi hain aankhen udhar aasamaan ro rahaa hai
mujhe kar ke barabaad zaalim pashemaan ab ho rahaa hai
ye barakhaa kabhii to ruk jaaegi rukenge naa aansuu hamaare
woh dekho jalaa ...

"Hai Isi Mein Pyar Ki Aabroo" | Movie : Anpadh



Movie : Anpadh
Singer : Lata Mangeshkar
Music : Madan Mohan
Release Year : 1962
Complete Movie Info

Hai Isi Mein Pyar Ki Aabroo
woh Jafa Kare Main Wafa Karoon
jo Wafa Bhi Kaam Na Aa Sake
to Wohi Kahen Ke Main Kya Karoon

mujhe Gham Bhi Unka Azeez Hai
ke Unhi Ki Di Hui Cheez
yehi Gham Hai Ab Meri Zindagi
ise Kaise Dil Se Juda Karoon
hai Isi Mein Pyar Ki Aabroo

jo Na Ban Sake Main Woh Baat Hoon
jo Na Khatm Ho Main Woh Raat Hoon
jo Na Khatm Ho Main Woh Raat Hoon
yeh Likha Hai Mere Naseeb Mein
yoon Hi Shamma Banke Jala Karoon
hai Isi Mein Pyar Ki Aabroo

na Kisiki Dil Ki Hoon Aarzoo
na Kisi Nazar Ki Hoon Justujoo
na Kisi Nazar Ki Hoon Justujoo
main Woh Phool Hoon Jo Udaas Ho
na Bahaar Aaye To Kya Karoon
hai Isi Mein Pyar Ki Aabroo
woh Jafa Kare Main Wafa Karoon
jo Wafa Bhi Kaam Na Aa Sake
to Wohi Kahen Ke Main Kya Karoon
hai Isi Mein Pyar Ki Aabroo

"Dulhan Marwaad Ki" | Movie : Anpadh



Movie : Anpadh
Singer : Asha Bhosle and Mohammad Rafi
Music : Madan Mohan
Release Year : 1962
Complete Movie Info

"Rang Birangi Rakhi Lekar" | Movie : Anpadh



Movie : Anpadh
Singer : Lata Mangeshkar
Music : Madan Mohan
Release Year : 1962
Complete Movie Info

Lyrics :

rang-birangi raakhi leke aayi bahana
o raakhi bandhava le mere veer -2

chorus: rang-birangi raakhi ... mere veer

main na chaandi, na sone ke haar maangu
chorus: main na chaandi, na bhaiya sone ke haar maangu
apne bhaiya ka thoda sa pyaar maangu
thoda sa pyaar maangu
is raakhi mein pyaar chupa le laayi bahana

chorus: raakhi bandhwaale mere veer

neele ambar se taare utaar laau
chorus: neele ambar se bhaiya taare utaar laau
ya main chanda ki kiranon ke haar laau
kiranon ke haar laau
pyaar ke badle ban le leharaai behna

chorus: raakhi bandhawaale mere veer

kabhi bhaiya ye behna na paas hogi
choruss: kabhi bhaiya ye teri behna na paas hogi
kahi pardes baithi udaas hogi, behna udaas hogi
milne ki aas hogi
jaane kab bichhad jaayen bhai-behna

chorus: raakhi bandhawaale mere veer

"Sikandar Ne Porus Se" | Movie : Anpadh



Movie : Anpadh
Singer : Mahendra Kapoor
Music : Madan Mohan
Release Year : 1962
Complete Movie Info

Lyrics
Sikandar ne Porus se ki thi ladaayi
jo ki thi ladaayi
to main kyaa karoon
to Kaurav ne Pandav se ki haathaapaayi
jo ki haathaapaayi
to main kyaa karoon
Sikandar ne Porus se ki thi ladaayi
jo ki thi ladaayi
to main kyaa karoon
o PUT “put” hai
to BUT “but” hai
zamaane ka dastoor kitna ulat hai
o PUT “put” hai
to BUT “but” hai
zamaane ka dastoor kitna ulat hai
paddhaate hain sab
mujhko ulti padhaayi
hai ulti padhaayi
to main kyaa karoon
Sikandar ne Porus se ki thi ladaayi
jo ki thi ladaayi
to main kyaa karoon
ae zaahil Ghaseeta
magar khaaye halwaa
ye har roz loote
mithaayi ka jalwaa
ae zaahil Ghaseeta
magar khaaye halwaa
ye har roz loote
mithaayi ka jalwaa
ye doodh mein paani
milaata hai bhaayi
na aaye malaayi
to main kyaa karoon
Sikandar ne Porus se ki thi ladaayi
jo ki thi ladaayi
to main kyaa karoon
ye BA hai lekin chalaaye ye thhelaa
ye MA hai lekin ye beche karelaa
ye BA hai lekin chalaaye ye thhelaa
ye MA hai lekin ye beche karelaa
agar teen din se ye bhookhhaa hai bhai
jo bhookhhaa hai bhai
to main kyaa karoon
Sikandar ne Porus se ki thi ladaayi
jo ki thi ladaayi
to main kyaa karoon