Friday, January 14, 2011

"Saanjh Dhali Dil Ki Lagi Thak" | Movie : Kala Bazaar



Movie : Kala Bazar
Singer: Manna Dey,Asha Bhonsle
Music : S.D.Burman
Release Year : 1960
Complete Movie Info


Lyrics :

ho..ho..
saanjh dhali dil ki lagi
thak chali pukaar ke
aaja aaja
aa bhi ja
hmm..

hey kya doon tujhe
pehle se main
baithi hoon dil haar ke

jaa jaa..
jaa jaa..
jaa tu jaa..

saanjh dhali dil ki lagi
thak chali pukaar ke
aaja aaja
aa bhi ja

hey kya doon tujhe
pehle se main
baithi hoon dil haar ke

jaa jaa..
jaa jaa..
jaa tu jaa..

zidd pe aa gaya hai dil
ke aaj yoon na lautna
meri suno laut jaao
chhod do ye bachpana
aa..aa..

chaar din ki zindagi mein
din hain do bahaar ke
aaja aaja
aa bhi ja

hey kya doon tujhe
pehle se main
baithi hoon dil haar ke

jaa jaa..
jaa jaa..
jaa tu jaa..

aa..aa.. jaa jaa..
jaa jaa.. jaa jaa..

aa..aa.. jaa jaa..
jaa jaa.. jaa jaa..

kaise kahun kaisi uljhano mein
meri jaan hai
ho..ho..

haan ko na samajh gaye ye
pyaar ki zubaan hai
ho..ho..
haan haan

kaatne hain din hamen
kisi ke intezaar ke
jaa jaa..
jaa jaa..
jaa tu jaa..

saanjh dhali dil ki lagi
thak chali pukaar ke
aaja aaja
aa bhi ja

hey kya doon tujhe
pehle se main
baithi hoon dil haar ke

jaa jaa..
jaa jaa..
jaa tu jaa..

aaja aaja..
aaja aaja..
jaa jaa.. jaa jaa..
jaa jaa.. jaa jaa..

sun to le
ke mere dil ka
tujh se kya sawaal hai
aa..aa..

kuchh na kar sakungi main
isi ka to malaal hai
jaa jaa..

dil na tod chaahe
bol do hi bol pyaar ke
aaja aaja
aa bhi jaa

hey hey..
kya doon tujhe
pehle se main baithi hoon
dil haar ke
jaa jaa
jaa jaa
jaa tu jaa

saanjh dhali dil ki lagi
thak chali pukaar ke
aaja aaja
aa bhi ja

jaa jaa
jaa jaa
jaa tu jaa

aaja aaja
jaa tu jaa

No comments:

Post a Comment